tere bin

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/5 (0 votes cast)

kya kha aankho ne tumse khabar nahi

sochta hu terey bin ab koi manjar nahi

dekh le ye haal mera

bin terey jindgi isse battar nahi

sukrit

aaj bi hai kuch nahi

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/5 (0 votes cast)

kya kahu or kya batau

aaj bi hai kuch nahi

kya dikhau kya chupau

aaj bi hai kuch nahi

wahi manjar puraane

wahi hai nishan

kya hai badla sochta

aaj bi hai kuch nahi

taaro ki raatey

baato k takhiey

so rha hu kabr mai tnha

saath merey kon hai

aaj bi hai kuch nahi

sukrit

bewafa

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/5 (0 votes cast)

sapne toot gaye pathar ki saij pe

usne to waado ko bi likha rait pe

meri aankho ko khwab dikhane waale

tu hi ku nikla kaatil meri maut pe.

sukrit

meri duniya

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/5 (0 votes cast)

kasmkash nahi to kya hai duniya

mera aks nahi to kya hai duniya

bas mai karlu sabko , agar chaahu

mai bebas nahi to kya hai duniya

sukrit

aapki dosti

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/5 (0 votes cast)

chaand tak pahuch gaye to baat taaro se karli humne

ek tujhse guftgu kya hui baat saaro se karli humne

tujhe to maalum hi nahi tune karam kya kia mujhpe

tujse dosti karke dushmani hajaaro se kar li humne

sukrit

ek aashiq

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/5 (0 votes cast)

koi faisla suna do is muvakkil k liye

koi raasta bta do dil ki mushkil k liye

mat ehsaaan jatao ki ek najar dekha to sahi

ek katra hota hi kya hai Aakhir pyase saahil k liye

sukrit

……..with u

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/5 (0 votes cast)

manjar badal na jaaye intajar mai
kahi hum badal na jaaye pyar maii
mai sehma sehma chalta hu raho mai
kahi bikhar na jaau tanha is sansaar mai

purity in love

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/5 (0 votes cast)

likhta hu tere liye lafz wo gajal hote hai
banate hai mitti k ashiyana wo tajmehal hote hai
tujse reshta kuch roohani sa ban gaya hai
itna paak hai mohbbat jaise paani m kamal hote hai

bechara dil

VN:F [1.9.22_1171]
Rating: 0.0/5 (0 votes cast)

kya karu yaaro bada “bebaak” sa dil hai

bas apni karta hai bada “gustaakh” sa dil hai

mohbbat ki aanch pe yu to pathar bi pigle hai

magar tanhai mai dum todta ek “raakh” sa dil hai.